NNHE BALAK KA DARD
Nnhe balak ne kholi
jab es duniya me aakhe
uski ma ne kah diya
es duniya ko alvida
kya dosh us nnhe balak ka
kyo use abhaga manhush
namo se pukara gya
kyo ho gye uske apne praye
dard ban gai uski jindgee
thi eak dost ki tlash
wo bhi nhi hue puri
dusre bcche ke mata peeta
us bcche ke sath apne
bccho ko khelne nhi dete
khte hai janm lete hi
kha gya apni ma ko
uske saye se bhee dur rho
us nnhe balk ka kya dosh
jha use milna tha
pyar dular or apna pan
jisse use kabhi apni
ma ki kami ka ehsas na ho
par such to ye hai ki ma
ki kami koi nhi puri kar skta
sab mil jata hai es duniya me dobara
bas ma nhi milti dobara
garima
Nnhe balak ne kholi
jab es duniya me aakhe
uski ma ne kah diya
es duniya ko alvida
kya dosh us nnhe balak ka
kyo use abhaga manhush
namo se pukara gya
kyo ho gye uske apne praye
dard ban gai uski jindgee
thi eak dost ki tlash
wo bhi nhi hue puri
dusre bcche ke mata peeta
us bcche ke sath apne
bccho ko khelne nhi dete
khte hai janm lete hi
kha gya apni ma ko
uske saye se bhee dur rho
us nnhe balk ka kya dosh
jha use milna tha
pyar dular or apna pan
jisse use kabhi apni
ma ki kami ka ehsas na ho
par such to ye hai ki ma
ki kami koi nhi puri kar skta
sab mil jata hai es duniya me dobara
bas ma nhi milti dobara
garima
No comments:
Post a Comment