Aa gya hai smay
beti k janm me
muskurane ka
aa gya hai smay
beti k janm ka
utsav mnane ka
aa gya hai smay
beta aur beti
ke bhed ko
mitane ka
beta ho ya beti
hai to santan hmari
hai to hmara abhiman
beta ho ya beti
dilaya hai
mata pita
hone ka sammam
aa gya hai smay
beti ke janm
muskurane ka
garima kanskar
No comments:
Post a Comment