Sunday 25 November, 2012

                                    samay

 smay hai anmol
jiska nhi koi mol
eak bar jo
nikal jay
aata nhi dobara
samay hai anmol
jiska nhi koi mol
samay ka sadupyog
krne vala vad jata
jeevan path me aage
samay ka durpyog
karne vala rah jata
jeevan path me peeche
samay hai anmol
jiska nhi koi mol
vyath ki kalpana me
samay barvad na kre
samay ka upyog kre
samay hai anmol
jiska nhi koi mol
samay prabhandhan kre
sahi samay par
sbhi kam kre
milta nhi samay
samay nikalna hota hai
samay hai anmol
jiska nhi koi mol           
                                   garima kanskar

No comments:

Post a Comment